Kul Sampati ki Vittiya Jankari ke liye Vyvsayik Tisre paksh ki Samiksha

Agar aap apne grahakon ke avrajan avedan ke saath sahayata ke liye MNP sanlagn karna chahate hain, tho kripya niche di hui sampark form bharein, yaa phir sampark karein Roy Tong, Varisht Prayojan Prabhandhak, kramank, 778.374.2102.

Nova Scotia me vyapar maliki aur Canada me aapravashi ki yatra romanchak hai, parantu karyvahi lamba samay le sakti hain. Udyamiyon ko jitni ho sake utni jaldi lane ki madad karne ke liye, MNP arjdaar ki kul sampati aur jama punji ki samiksha ke liye yatha samay, faydemand tisre paksh ki pramanan seva degi.

MNP ko seva dene ke liye Nova Scotia Prantiy Namankit Yojna se manyata prapt hui hai. Hame NSNP ki tisre paksh ki pramanan karyavahi me kaam karne ka bada anubhav hai. Hum jaruri kaagjat ke mamlon mein tajurbha rakhte hain aur sunishchit karte hai ki aapke pas vo sab hai jo aapko aage jane ke liye jaruri hai.

MNP kyu chunna?

MNP ko tisre paksh ke samikshak chunke aapko nimnlikhit faayde honge:

  • Parinam lane ke liye kendrit, saral, sahyogatmak drishtikon
  • Badi, vividhta purn team jo aapko aapki bhasha me seva de sakta hai aur aapki sanskruti aur aapke karobari mahol ko samajta hai
  • Aapki gopniyata ki raksha ke liye, surkshit electronic dastavej hastantaran.
  • Ek team jo aapke vyapar darshan aur aapke udyamshilta ke sapne ko samajta hai. ( MNP Udyamiyon se banaya gaya hai aur hamne unke sath kaam karna jari rakha hai)
  • Sthanik vyavsayiyo ki team jo NSNP kasauti aur Nova Scotia ke vyapar paryavaran ko samajta hai.
  • Aapke MNP vyvsayi ke sath niyamit sampark aur aapke phone call ko usi din vapas karne ki guarantee dete hai.
  • Aapke MNP vyavsayi aur NSNP karmachariyon gan ke bich niyamit sampark.

Agar aapne MNP ko niyukt karne ka nishchay kiya hai, to hame anuchar ki aavashyakta hogi.

Shulk ka santulan hamara kaam pura karne par niyat honga.

File taiyar karne ki nirdharit samay sima 4 se 6 saptah ki hai, uspe nirbhar karta hain ki:

  • Aapke aadharbhut kagjat ki sampurnatas
  • Aapki kul sampati ki jatilta aur prakruti
  • Dhan ke strot ke kagjat ki sampurnatas

Agar aap apne grahakon ke avrajan avedan ke saath sahayata ke liye MNP sanlagn karna chahate hain, tho kripya niche di hui sampark form bharein, yaa phir sampark karein Roy Tong, Varisht Prayojan Prabhandhak, kramank, 778.374.2102.

यह इनपुट आवश्यक है
यह इनपुट आवश्यक है
फ़ोन या ईमेल फ़ील्ड आवश्यक है
कृपया एक मान्य ईमेल पता प्रवेश करें
फ़ोन या ईमेल फ़ील्ड आवश्यक है
एक मान्य दूरभाष क्रमांक दर्ज करे
यह इनपुट आवश्यक है
यह इनपुट आवश्यक है

 

कृपया हाइलाइट किए गए फ़ील्ड को पूरा करें

MNP aapko nimnalikhit bhasha me seva de sakta hai:

Mandarin, Cantonese, Hindi, Korean, Afrikaans, Arabic, Croatian, Czech, Danish, Dutch, Filipino, French, German, Haitian, Creole, Hebrew, Hungarian, Italian, Japanese, Kazakh, Polish, Portuguese, Punjabi, Romanian, Russian, Slovakian, Spanish, Tagalog, Taiwanese, Ukrainian, Urdu, Vietnamese, aur adhik.

Tisre paksh ki Vittiya Samiksha, Arji ke karyavahi samay aur Mulya nirdharan ki jyada jankari ke liye, nimnalikhit form bhar ke, krupya hame sampark karein.

Ham isi tarah ke vittiya nival moolya ki samiksha Saskatchewan (SINP) aur British Columbia (BC PNP) ke liye bhi kar sakate hain.

Agar aap apne grahakon ke avrajan avedan ke saath sahayata ke liye MNP sanlagn karna chahate hain, tho kripya niche di hui sampark form bharein, yaa phir sampark karein Roy Tong, Varisht Prayojan Prabhandhak, kramank, 778.374.2102.